How To Quit Bad Habit/sins :05 (Habit Psychology)urdu/hindi, - a podcast by Rehbr

from 2020-08-03T09:31:21

:: ::

Rehbr Talks presents.......

A unique online short course on the topic :


*Gunaah Kaise Chhude*


Humari aksariyat aaj apne gunahon aur buri aadaton se pareshan hai. In dono ne hame na deen ka rakkha na duniya ka, pandamic, lock down, gharo mai mobile ke sat waqat bitna, isne gunahoo aur buri aadat ke ratio ko zamin se aasmaan par poucha diya hai. Agar sahi waqat par humne apne nafs ki lagaam na khinchi, toh iske bade khatarnak nataaij saamne aasakte hai , hamari family life, business sab tabah wa barbaad husakte hai. Aur shayad waqat hame phir dubara sambhalne ka muqa na dain.


Isi ahem issue ko zehan mai rakhte hue rehbrtalks ki taraf se ek online short lecture course tiyyar kiya gaya hai, ye course hame ek nafsiyati tazjiya paish karta hai jismi roshni mai hum apne gunahon aur buri adatoo se bachne rehbari haasil karsakte hai.

Ummid hai is online course se hum sab istefada karke apne deen o duniya ko bachne ki koshish zaror karenge .

Prof. Asif Khan Sahab
Speaker|| Author|| Therapist
Cont: +91 7666669461
Email : rehbar2009@gmail.com
Plz listen and share

---

This episode is sponsored by
· Anchor: The easiest way to make a podcast. https://anchor.fm/app

Support this podcast: https://anchor.fm/rehbrtalk/support

Further episodes of Rohaniyat Aur Nafsiyat Urdu Podcast/hindi Podcast

Further podcasts by Rehbr

Website of Rehbr