अहमियत - Accepting negatives with positives. - a podcast by Mehak Kalra

from 2020-01-17T07:11:03

:: ::

Hum zindagi mein kayi cheezon ki ahemiyat rakhte hain, kuch cheezon ki zyada rakhte hain, toh kuch cheezon ki kam, aur kuch cheezon ki hamari zindagi mein koi ehmiyat nahi hoti. Hum sorf un cheezon ki ahemiyat rakhte hain, jinse humein khushi milti hai.. par kya yeh sahi hai? Kya humein sirf positives ki ahemiyat rakhni chahiye? Kya humein negatives ki ahemiyat nahi rakhni chaiye.. Kya hum asal mein sorf positivity ki vajah se hi aage badh pate hain? Listen to this episode and you'll get to know. HAPPY LISTENING..!

Further episodes of The Icy Hot Words

Further podcasts by Mehak Kalra

Website of Mehak Kalra